Hi friends this is talk #71
Topic: DNS Explained in Detail | Why DNS is Important | Attacks on DNS Explained in Hindi
Like Share and Subscribe !!!
Namashkar Dosto!!!
Jab bhi hum internet use karte hai to hum website ka name address bar me type karte hai aur wo website open ho jati hai. Lekin kya humne kbhi socha ki ye task itna hi simple hota hai jitna hame lagta hai. Ji nhi !!!
Actually kisi bhi website ka server sirf IP address ko samajhta hai. Facebook ke server ko bhi nhi pta hai ki uska naam facebook hai. Lekin hum jab bhi koi website open karte hai to kbhi bhi IP address type nhi krte. Hum to directly website ka naam type krte hai aur wo website open hi jati hai.
To website ke name ko uske IP address me convert krne ka kaam karta hai DNS Server yani Domain Name System.
To is video me hum baat krne wale hai ki aakhir DNS hota kya hai?, Kyu ye itna important hai?, Aur ye kaise kaam karta hai?.
To in sari updates ke liye last tak bane rhiyega.
Is channel ko subscribe karna bilkul mat bhuliyega so that ye rishta yu hi bna rhe!!!
To connect with WeT Facts, follow Wet Facts on following platforms:
Youtube: www.youtube.com/c/wetfacts
Facebook: www.facebook.com/wetfacts
Instagram : https://www.instagram.com/wetfacts/
(@wetfacts)
Blogger: www.wetfacts.blogspot.in
Twitter: www.twitter.com/WeTFacts
Email: wetfacts@gmail.com
Sarahah: wetfacts.sarahah.com
Comments
Post a Comment